Paana Hai Jo Rooh Ka Masah ( पाना है जो रूह का मसह येशु की हज़ूरी में आ ) Lyrics in Hindi And in English
पाना है जो रूह का मसह
येशु की हज़ूरी में आ
आ भी जा देर न लगा
येशु की हज़ूरी में आ
आ भी जा देर न लगा
आ भी जा देर न लगा
येशु की हज़ूरी में आ.....
1. तुझे न कोई फिकर और ग़म रहे,
यहोवा का तुझ में दम रहे
मिले तुझे रूह का मसह
येशु की हज़ूरी में आ....
2. उमर की तराज़ी पाए तू,
पाक सरफराज़ी पाए तू
करता है वो सब कुछ अता
येशु की हज़ूरी में आ....
3. खोल देगा तेरे वास्ते,
पाक रुह सब तेरे रास्ते
देख फिर होता है क्या
येशु की हज़ूरी में आ....
Paana hai jo rooh ka masah
yeshu ki hazuri mein aa
aa bhi ja der na laga
aa bhi ja der na laga
yeshu ki hazuri mein aa.....
1. tujhe na koi phikar aur gam rahey,
yahova ka tujh mein dam rahey
mile tujhe rooh ka masah
yeshu ki hazuri mein aa....
2. umar ki taraazi paye tu,
paak sarapharaazi paye tu
karata hai vo sab kuchh ata
yeshu ki hazuri mein aa....
3. khol dega tere vaaste,
paak rooh sab tere raastey
dekh phir hota hai kya
yeshu ki hazuri mein aa....
Worship song sung in Ankur Narula Ministries (ANM )
Yeshu Tere Pichhe Chal Ke
Yeshu ka lahoo shifa deta hai
Wo Shaahon Ka Shaah Shahanshaah
Rakhwala yesu hai rakhwala
Aankh khuli ya band yeshu samane ho
Tera sajada karun sajda karun tera sajda karun
Ke Aaj tainu Yeshu Pukare
Hum matti ke bartan vo kumhar hamara hai
Yeshu ke chudaye hue bolo jai jai kaar
Main Aisi Sangat Nahi Chadni
Naama vicch uccha yeshu naam e
Chuliya chuliya Yeshu ne chuliya ha mujhe chuliya
Main ne jaan liya ki main tere bina
Yeshu Raaja Tu Dil Mein Sama Ja
Mera yeshu masih raab ke paas aata hai
Prastish karenge jhoom-jhoom ke
Katra Katra Bahata Chala
Dil Mein Tere Deewano Ki Surat Masih ki hai
Pavitr Aatma Aa ( tu aaja apani saamarth mein hamen bharade )